Thursday 12 December 2019

Hussain in the Poetry of Gopi Nath Aman:


"Ho tou jaoon mein Musalman magar ek gham hey
Ho na jaoon kahin rastay ko bhulanay wala
Sun bhi rakha hey, kitabon mein perha hey mein nay
Ek Musalman tha Zehra ko rulanay wala"

"Na-cheez hoon mein qabil-e-tauqeer nahi
Taqreer meri laiq-e-tehreer nahi
Kafir kaho mushrik kaho jo kehna hey keh do
Hindu hoon magar dushman-e-Shabbir nahi"

“ Qurbanio ki shaan banam-e-Hussain haii,
Yani bahut buland maqaam-e-Hussain haii,
Kafir koii kahe to kahe Aman ko magar,
Is ke dil-o-jigar me  “


Note: Gopinath Aman was an Indian independence activist, journalist[and poet of Urdu literature. Born in 1899,he headed the Public Relations Committee of the Delhi administration in the 1950s. Bare Admiyon Ke Tanz O Mizah, Caurang, Aqidat ke phul; Gandhiji ki ḥayat aur shahadat par muk̲h̲talif shuʻarā ka muntak̲h̲ab-i kalam, Naz̲r-i aqīdat : shaʼir-i azam Rabindara Natha Ṭagore, Urdu aur usaka sahitya and Aqidat ke phul[ are some of his notable works. The Government of India awarded him the third highest civilian honour of the Padma Bhushan, in 1977, for his contributions to literature.He is known for composing poetry on the personality and character of Imam Hussain.
Source-Wikipedia/Internet

No comments:

Post a Comment